Javascript required
Skip to content Skip to sidebar Skip to footer

Allama Iqbal Most Famous Poetry in Urdu


            Sir Muhammad Iqbal, one of the greatest poet of urdu and persian was born on 9 november ,1877 in Punjab, Sialkot, British India and died on 21 April 1938 in Punjab (Pakistan). He is also known as Allama Iqbal. He was a great Muslim poet and Philosopher.

            He was educated at Government College, Lahore.  From 1905 to 1908, he earned a degree in philosophy from the University of Cambridge and qualified as a barrister in London, and received a doctorate from the University of Munich. After returning from Europe he practiced law but he gained fame from the poetry.

Here are the three most famoy books on poetry of Iqbal named as bang-e dara(1924), bang-e-zibreil(1935), and Zarb-e-kalim (1936).

                He was the one who gave us "Sare jahan se acha hindustan humara' and Lab pe aati hai dua ban ke tamanna meri ".Shayrari is one of most important part of Iqbal personality. Here is best 30 shayaris-

1) Dua to dil se mangi jati hai, zubaan se nahi ae iqbal,

Qubool toh uski bhi hoti hai jiski zubaan nahi hoti. ~Allama Iqbal

2) Na rakh ummed-e-wafa kisi parinde se iqbal,

Jab par nikal aate hai toh apna aashiyana bhool jate hain.~Allama Iqbal

3) Sone de agar wo so raha hai gulami ki neend mein,

Ho sakta hai wo khwab azaadi ka dekh raha ho.~Allama Iqbal

4) Sitaron se aage jahan aur bhi hain,

Abhi ishq me imtehaan aur bhi hain.

~Allama Iqbal

5) Mazhab nahin sikhata aapas mein bair   rakhna,

 Hindi hain hum, watan hai hindustaan  humara.~Allama Iqbal

6) Umr bhar likhte rahe phir bhi warakh sada raha,

Jane kya lafz the jo humse tumhare na huye.

~Allama Iqbal

7) Sau baar kaha maine inqaar hai mohabbat se,

Har baar aawaz aai tum dil se nahi kehte.

~Allama Iqbal

8) Teri rehmat pe hai munahsir mere har amal ki kabooliyat,

Na mujhe saleekah iltejah, na mujhe shaori namaz hai.

~Allama Iqbal

9) Kisi ki yaad ne zakhmon se bhar diya seena.

Har ek saans par shak hai ki aakhri hogi.

~Allama Iqbal

10) Husn e kirdaar se noor e mujassam ho ja,

Ki iblees bhi tujhe dekhe to musalmaan ho jaye.~Allama Iqbal

11) Nasha pila ke girana to sab ko aata hai

maza to tab hai ki girton ko thaam le saaqi

~Allama Iqbal

12) Maana ki teri diid ke qabil nahin hun main

tu mera  shauq dekh mera intizar dekh.

~Allama Iqbal

13) Amal se zindagi banti hai, jannat bhi, jahannam bhi,

Ye khaki apni fitrat mein, na noori hai na naari hai.~Allama Iqbal

14) Kaun rakhega yaad hume is daure khudgarzi mein,

Haalat aise hai ki logon ko khuda yaad nahi.~Allama Iqbal

15) Khafa jo ishq mein hote hain, wo khafa hi nahin,

Sitam na ho mohabbat mein, kuch maza hi nahi.~Allama Iqbal

16) Mat kar khaaq ke patte par ghuroor wa beniyaazi itni,

Khud ko khud me jhaank kar dekh tujhme rakha kya hai.~Allama Iqbal

17) Ilm me bhi surur hai lekin ye vo jannat hai jis men huur nahi.

~Allama Iqbal

18) Likhna nahi aata to meri jaan padha kar

Ho jayegi teri mushkil asaan padha kar

Padhne ke liye agar tujhe kuch na mile to

Chehron pe likhe dard ka gwaan padha kar.~Allama Iqbal

19) Kashti bhi nahi badali, dariya bhi nahi badala,

Aur doobne waalon ka jazba bhi nahi badala.

Hai shauk safar ek arse se yaaron,

Manzil bhi nahi paayi aur rasta bhi nahi badala.~Allama Iqbal

20) Tu shahin hai parvaz hai kaam tera

tere samne a sman aur bhi hain. ~Allama Iqbal

21) Duniya ki mahfilon se ukta gaya  huun ya rab

kya  lutf anjuman ka jab dil hi bujh gaya ho

~Allama Iqbal

22) Khudi ko kar buland itna, ki har taqdeer se pehle,

Khuda bande se khud pooche bata teri raza kya hai.~Allama Iqbal

23) Koi ibadat ki chah mein roya,

Koi ibaadat ki raah mein roya,

Ajeeb hai ye namaz-e-mohabbat ke silsile iqbal,

Koi kaza kar ke roya, Koi ada kar ke roya.

~Allama Iqbal

24) Masjid khuda ka ghar hai, peene ki jagah nahi,

Kafir ke dil mein ja, wahan khuda nahin.

~Allama Iqbal

25) Manzil se aage badh kar, manzil talash kar,

Mil jaye tujhko dariya, samundar talaash kar.

Har sheesha toot jaata hai pathar ki chot se,

Pathar hi toot jaye, wo sheesha talaash kar.~Allama Iqbal

26) Hansi aati hai mujhe hasrat-e-insaan par,

Gunaah karta hai khud laanat bhejta hai shaitaan par.~Allama Iqbal

27) Koi kabil ho to hum shan kai dete hai

Dhoondhne walon ko duniya nayi dete hain

~Allama Iqbal

28) Haya nahin hai zamane ki aankh men baaqi

ḳhuda kare ki javani tiri rahe be-daġh.~Allama Iqbal

29) Ghulami men na kaam aati hain shamshiren na tadbiren

jo ho zauq-e-yaqin paida to kat jaati hain zanjiren.~Allama Iqbal

30) Hazaron saal nargis apni be-nuri pe roti hai

badi mushkil se hota hai chaman men dida-var paida.~Allama Iqbal

Articles included

allama iqbal shayari

allama iqbal quotes

allama iqbal motivational poetry

allama iqbal motivational shayari

allama iqbal shayari in english

iqbal shayari

allama iqbal shayari for students

iqbal quotes

shayari allama iqbal

best shayari of allama iqbal

Allama Iqbal Most Famous Poetry in Urdu

Source: https://www.eachquotes.com/2020/10/30-best-shayripoetry-of-allama-iqbal-on.html